Pal Pal Dil Ke Paas (पल पल दिल के पास) is the old Hindi Song from the movie Blackmail (released in 1973) starring Dharmendra and Rakhee. Pal Pal Dil Ke Paas song is sung by legendary singer Kishor Kumar and lyrics of this beautiful song is written by Rajendra Krishan.
Lyrics: Rajendra Krishan
Pal Pal Dil Ke Paas Song Details:
Singer: Kishore KumarLyrics: Rajendra Krishan
Pal Pal Dil Ke Paas Song Lyrics in English:
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Jeevan meethi pyaas yeh kehti ho
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Har shyam aankhon par,tera aanchal lehraye
Har raat yaadon ki,baarat le aaye
Maein saans leta hoon,teri khushboo aati hai
Ek mehka mehka sa,paigham laati hai
Meri dil ki dhadkan bhi,tere geet gaati hai
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Kal tujhako dekha tha, mainne apane angan men
Jaise kah rahi thi tum, mujhe baandh lo bndhan men
Ye kaisa rishta hai, yah kaise sapane hain
Begaane ho kar bhi kyon lagate apane hain
Main soch men rahata hun, dar dar ke kahata hun
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Tum sochogi kyon itna,maein tumse pyaar karoon
Tum samjhogi deewana,maein bhi iqraar karoon
Dewaanon ki yeh baatein,deewane jaante hain
Jalne mei kya mazaa hai,parwanr jaante hain
Tum yunhi jalate rehna,aa aa kar khwabon mein
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Jeevan meethi pyaas yeh kehti ho
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
पल पल दिल के पास गानेका लिरिक्स हिंदी में (Pal Pal Dil Ke Paas Song Lyrics in Hindi):
पल पल दिल के पास, तुम रहती हो
पल पल दिल के पास, तुम रहती हो
जीवन मीठी प्यास, ये कहती हो
पल पल दिल के पास, तुम रहती हो
हर शाम आँखों पर, तेरा आँचल लहराए
हर रात यादों की, बारात ले आए
मैं सांस लेता हूँ, तेरी खुशबू आती है
एक महका महका सा, पैगाम लाती है
मेरे दिल कि धड़कन भी, तेरे गीत गाती है
पल पल दिल के पास, तुम रहती हो
कल तुझको देखा था, मैने अपने आंगन में
जैसे कह रही थी तुम, मुझे बाँध लो बन्धन में
ये कैसा रिश्ता है, ये कैसे सपने हैं
बेगाने हो कर भी, क्यूँ लगते अपने हैं
मैं सोच मैं रहता हूँ, डर डर के कहता हूँ
पल पल दिल के पास, तुम रहती हो
तुम सोचोगी क्यूँ इतना, मैं तुमसे प्यार करूं
तुम समझोगी दीवाना, मैं भी इक़रार करूं
दीवानों की ये बातें, दीवाने जानते हैं
जलने में क्या मज़ा है, परवाने जानते हैं
तुम यूँ ही जलाते रहना, आ आ कर ख़्वाबों में
पल पल दिल के पास, तुम रहती हो
जीवन मीठी प्यास, ये कहती हो
पल पल दिल के पास, तुम रहती हो
0 Comments