Chhod Diya (छोड़ दिया) Song is from the movie Baazaar. Chhod Diya Song is sung by Arijit Singh and lyrics of this song are written by Shabbir Ahmed.


chhod diya wo rasta lyrics in Hindi
chhod diya lyrics

Chhod Diya Song Details:

Singer: Arijit Singh
Movie: Baazaar
Release: 2018





Chhod Diya Wo Rasta lyrics in Hindi:

छोड़ दिया वो रास्ता
जिस रास्ते से तुम थे गुज़रे

छोड़ दिया वो रास्ता
जिस रास्ते से तुम थे गुज़रे
तोड़ दिया वो आईना
जिस आईने में तेरा अक्स दिखे

मैं शहर में तेरे था गैरों सा
मुझे अपना कोई ना मिला

तेरे लम्हों से, मेरे ज़ख्मों से
अब तो मैं दूर चला

रुख ना किया उन गलियों का
जिन गलियों में तेरी बातें हो
छोड़ दिया वो रास्ता
जिस रास्ते से तुम थे गुज़रे

मैं था मुसाफ़िर राह का तेरी
तुझ तक मेरा था दायरा

मैं था मुसाफ़िर राह का तेरी
तुझ तक मेरा था दायरा
मैं भी कभी था मेहबर तेरा
खानाबदोश मैं अब ठेहरा
खानाबदोश मैं अब ठेहरा

छूता नहीं उन फूलों को
जिन फूलों में तेरी खुशबू हो
रूठ गया उन ख़्वाबों से
जिन ख़्वाबों में तेरा ख़्वाब भी हो

कुछ भी ना पाया मैंने सफ़र में
होके सफ़र का मैं रह गया

कुछ भी ना पाया मैंने सफर में
होके सफर का मैं रह गया
कागज़ का वो शीदाघर था
भीगते बारिश में बह गया

भीगते बारिश में बह गया

देखूँ नहीं उस चाँदनी को
जिस में के तेरी परछाई हो
दूर हूँ मैं इन हवाओं से
ये हवा तुझे छू के भी आयी ना हो




Chhod Diya Wo Rasta Lyrics in English:


Chhod diya wo raasta
Jis raaste se tum the guzrein

Chhod diya wo raasta
Jis raaste se tum the guzrein
Todd diya wo aaina
Jis aaine mein tera aks dikhe

Main sehar mein tere
Tha gairo sa
Mujhe apna koi na mila

Tere lamhon se
Mere jakhmon se
Ab toh main door chala

Rukh na kiya un galiyon ka
Jin galiyon mein teri baatein ho
Chhod diya wo raasta
Jis raaste se tum the guzrein

Main tha musafir raah ka teri
Tujh tak mera tha daayara

Main tha musafir raah ka teri
Tujh tak mera tha daayara
Main bhi kabhi tha mehbar tera
Khanabadosh main ab thehra

Khanabadosh main ab thehra

choota nahi un foolon ko
Jin foolon mein teri khusboo ho
Ruth gaya un khwabon se
Jin khwabon mein tera khwab bhi ho

Kuch bhi na paya maine safar mein
Ho ke safar ka main reh gaya

Kuch bhi na paya maine safar mein
Ho ke safar ka main reh gaya
Kaagaj ka wo seedha ghar tha
Bheengte barish mein beh gaya

Bheengte barish mein beh gaya

Dekhun nahi us chandni ko
Jis mein ki teri perchhai ho
Door hoon main in hawaon se
Ye hawa tujhe chhu ke bhi aayi na ho